Pahli June se desh ke 18 districts me LPG subsidy ke
benefits direct customers ke bank account me pahunchne lagegi.
Government ki is loklubhawan scheme ke tahat ek LPG cylinder book karane per aapke account me Rs. 435 directly transfer ho jayenge. According to source pahle ye scheme 20 districts me lagu hogi, lekin Karnataka ke Mysore aur Himachal Pradesh Mandi districts ke assembly aur parliamentary election ke chalte is ek month ke liye taal diya gaya hai.
Mr. Veerappa Moily, Minister of Petroleum and Natural Gas 1st June ko Karnataka ke Tukmoor me is scheme ko launch karenge. Jabki Panabaka Lakshmi ise Hyderabad me launch karengi.
Baad me Market Rate per milega Cylender
Source said that south Goa aur Puducherry jaise 18 districts me jab bhi customer LPG gas cylinder book karayega, uske account me Rs. 435 transfer ho jayenge. Baad me in customers ko market rate per cylinder purchase karna padega.
Delhi me subsidy wale ek cylinder ki price Rs. 410.50 hai, jiski market bhao per keemat doguni ho jaati hai.

Is saal ke ant tak is scheme ko pure desh me lagu karne ki
ki government ki yojna hai, lekin filhal 20 districts me result dekhna chahti
hai.
Aadhar Card ke aadhar per chuna gaya
In 2o districts ko aadhar card jaari karne ki sankhya ke adhar per chuna gaya hai. In zilo me 89% LPG customers ke paas Aadhar Number hai. Sarkaar in zilo me aadhar number haasil karne ke liye 3 moheene ka extra time degi.
3 moheene ki samay seema beet jaane ke baad yaani 1 Sep se jin customers ka aadhar number bank account judega unhin ko cash transfer ki facility milegi. Jabki baaki customers ko market rate per LPG gas purchase khareedni hogi.
Sarkar ka anuman hai ki is yojna se har saal LPG subsidy me 8,000 se 10,000 croreki bachat ho sakti hai.

List of 18 Districts
for first phase
State | Districts |
State | Districts |
Himchal Pradesh | Bilaspur, Hamirpur,Una |
Punjab | SBS Nagar |
Andhra Pradesh | Anantpur, Chittur, East Godawari, Hyderabad, Ranga Reddy |
Daman and Diu | Diu |
Goa | North Goa |
Karanataka | Tumkur |
Kerala | Wayanad, Pathanamthitta |
Maharashtra | Wardha |
Puducherry | Puducherry |
Madhya Pradesh | Khandwa, Harda |
0 comments:
Post a Comment